Use APKPure App
Get Azkaar old version APK for Android
Subah Wo Shaam Il nostro Baad Namaz Ke Azkaar
Dua Aysi Ibadat Hai Jis ke liye koi din ya waqt muqarrar nahi balki har lamha mangne ki ijazat hai magar Rasoolullah Sallallahu aliyhe wa sallam ne kuch duaawon ke awqaat batlaye hain maslan namah wo baad.
Subah ke Azkaar Namaz-e-Fajr ke baad se tulue shams tak padhna Afzal hai.
Shaam ke Azkaar Namaz-e-Asr se gurube Shams tak padhna afzal hai.
Musibaton our Ghamaon se najaat pane ke liye Zikr wo Azkaar se Zayada Mazboot koi hathyaar nahi Allah tala momin kafir sab ki hifazat karta hai magar ek momin jab Zikr wo Azkaar ka Ehtamam karta hai to Hifazat uski khususi
Iss App principale Corano aur Sahi Hadeet se saabit shuda azkaar hi jama kiye gaye hain.
وشام اوربعد نمازکے ا
Subah Wo Shaam Il nostro Baad Namaz Ke Azkaar
لله وحده الصلاة السلام على من لا نبي بعده ۔
Momin ke liye Allah ki yaad se badh kar koi cheez itminane qalb ka bais nahi hai Allah tala ka irshad hai .
" لا بذكر الله تطمئن القلوب "
"Sun lo Allah ki yaad se hi dilon ko itminan naseeb hota hai".
Hum sab Allah tala ki rahmat ke muhtaj hain, ek Momin par jab musibat ati hai to woh apne Rab ki chaokhat par jhuk jata hai.our hona bhi yahi chahiye q ki wahi musibaton ko door kar sakta hai.
Allah tala ka irshad hai.
" ا أيها الذين آمنو ااذکر و االلہ ذکر ا كثيرا وسبحوه بكرة وأصيلا "
"Aye imaan walo Allah ka zikr bahut ziyada karo nostro Subah wo Shaam Allah ki Tasbeeh (pakizgi) bayan karo".
is ayate karima main Allah tala Momineen ko mukhatab karte huwe farmata hai ki Allah ka zikr kasrat se karo our khas taur se subah wo shaam Allah ko yaad karo our uski paki bayan karo.
ek Musalman jab zikr wo Azkaar karta hai khas taur se subah wo shaam ke azkaar ka ehtamam karta hai to woh jadu, nazre bad, hasad our khabees jinnaat wo shayateen se mahfooz rahta hai.
lihaza har Musalman ko chahiye ki in Masnon Azkaar ka ihtamam karen, è ko padhne se neyki bhi milegi il nostro hifazat bhi hogi.
Akhir main Allah tala se dua hi woh is adna si koshish ko qabool farmaye il nostro zakhirae Akhirat banaye.
amen...
Last updated on Apr 4, 2022
Adding audio
Azkaar in offline mode
fixed some bugs
Caricata da
ผู้บ่าว ไทบ้าน
È necessario Android
Android 4.1+
Categoria
Segnala
Azkaar
in Roman Arabic/Urdu5.0 by IQRA Software Solutions
Apr 4, 2022