Use APKPure App
Get Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain old version APK for Android
scarica nabi ki sunnat ki kitab in urdu e condividi con i tuoi amici.
Seerat un Nabi Libro Pyare Nabi (SAW) Ki Pyari Sunnatain scritto da Shaikh ul Arab Wa Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (RA) Scarica gratuitamente o leggi online il quaderno pdf in urdu islamico. Questo libro contiene un bellissimo libro in urdu Islami Pyare Nabi (PBUH) ki Pyari Sunnatain, Sunnat è lo stile di vita prescritto come normativo per i musulmani sulla base degli insegnamenti e delle pratiche del profeta islamico Muhammad (SAW) e delle interpretazioni del Corano. Questo libro descrive la Sunnah e il DUA per vivere una buona vita e completare l'azione in modo positivo, inclusa la Sunnah per mangiare, bere, dormire, fare il bagno e su Masjid, casa e servizi igienici, in breve, copre tutti gli aspetti della vita. Puoi anche trovare i libri in urdu Sirat Seerat Un Nabi in urdu di Allama Shibli Nomani e Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) del Dr. Shauqi Abu Khalil molto altro in questo file. Ci sono la maggior parte dei Sunnat del profeta Muhammad, la pace sia su di lui, sulla maggior parte degli esperti della vita.
Libro Pyare Nabi s.a.w ki Pyari Sunnaten scritto da Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Questo libro contiene una raccolta di Sunna relativa alla vita del nostro Santo Profeta Sallallahu Alaihi Wasallam nella routine quotidiana in lingua urdu
Il libro islamico in urdu "Pyaray Nabi Ki Pyari Sunnatein scritto da Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib" è ora disponibile sul sito In UrduGuest in un documento Pdf di alta qualità per lo studio dei nostri visitatori.
NAQSH E QADAM NABI KE HAIN JANNAT KE RAASTE,
ALLAH SE MILATE HAIN SUNNAT KE RAASTE
Hadees mai hai ke Nabi (SallAllahu Alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:
Jis Shakhs ne Meri Sunnat ki Hifazat ki (Dil o Jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) ad ALLAH Ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.
1) Nek Logo ke Dilo me iski Mohabbatpaida karega.
2) Fajir aur Badkar Logo ke Dilo me Haibat daal dega.
3) Rizq me Wus'at aur Barkat ataa karega.
4) Deen me pukhtagi Naseeb farmayega.
(Sharah Sharatul Islam: Pagina:8, Syed Ali Zadah)
Wazu aur Miswak ki Sunnatain
Jub zarurat se farig hon to wazu karna chahiye aur jub wazu Karen to in sunnaton ka lihaz rakhen, hamara wazu hamare Rasool sallaallahu alaihi wasallam ki pyari sunnaton k sath ada hojaye. Kis qadar khush nasibi ki baat hai.
********{ Miswak}************
Quran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne Rub ko razi bhi kr skta hai , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe Ajr-o-Sawab ka Zakhira bhi kr skta hai, Huzoor sallaallahu alaihi wasallam ne Irshad Farmaya: “ Miswak muh ki Pakizgi ka Zariya aur rub ki Khushnudi ka sabab hai”. (Ahmed)
SHARA'IT E NAMAZ
Shara'it e Namaz 7 hain:
1) Badan ka Paak hona.
2) Kapde ka Paak hona.
3) Jagah ka Paak hona.
4) Satar (Naaf se Ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Namaz ka Waqt hona.
6) Qiblah ki taraf munh karna.
7) Niyyat karna.
NAMAZ KE FARA'IZ
Namaz ke Fara'iz 6 hain:
1) Takbir e Tahrima yani "ALLAHU AKBAR" kehna.
2) Qiyaam yani khada hona.
3) Qira'at yani Corano ki 3 choti Aayaat ya 1 badi Aayat ka parhna.
4) Ruku'a karna.
5) Dono Sajde karna.
6) Qa'ada e Akhirah me Tash'hud ki miqdar baithna.
In questa app sono stati trattati i seguenti argomenti:
-WAJIBAAT E NAMAZ
- Namaz k 14 Wajibaat hain.
-NAMAZ KI51SUNNATEIN
-QIYAAM ME 11 SUNNATE HAIN.
- Qira'at ki 7 Sunnate hain.
- Ruku'a ki 8 sunnate.
- Sajde ki 12 sunnate
- Qaidah ki 13 Sunnate.
- Guftagu ki Sunnatain
- Timardari (Iyadat) ki Sunnatain
-Cheenk Laine ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Pani Peene ki Sunnatain
- Jumah k Din ki Sunnatain
- H A D E E S
- Aamale Juma
-SUNNATO JUMMA KI
- Sone se Pehle aur Baad ki Sunnatain
- Majlis se Uthte waqt ki Sunnatain
- Tilawat-e-Quran k 2 Ahem Aadab
- Tilawat-e-Quran ki Sunnatain
- Kapde Pahnne ki Sunnatain
- Kisi k Ghar me Jate waqt ki Sunnatain
- Mehman Nawazi ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur Baad ki Sunnatain
Last updated on Jan 3, 2024
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Caricata da
Orlando Cooper
È necessario Android
Android 4.4+
Categoria
Segnala
Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain
1.8 by AppsTouch
Jan 3, 2024