Khudlazati Ke Nuksanat icon

1.0 by ajayapps


Feb 20, 2016

About Khudlazati Ke Nuksanat

Khudlazati (hath se ghusal) karne ke nuksanat.

Aj hamare mulk main 95% adults­ mardana kamzori kay amraz men mubtila hen jis ki waja Islam, Ulma se dori ha ya apnay mazhab sa dori. Masturbation side effects Dusra yeh k waldain apne bachon k doston k bare men koi malumat he nai rakhte k us ki sohbat kesi ha kun k “phool ki sohbat insane ko khushbudar bana deti ha” or buri sohbat isi tarha shetan bana deti ha. Kher men apne asal topic ki taraf ata hun Islamic Sexual guide.

Yeh ek dhoka, faraeb aur jhoot hai. Kya zyada bolney sey fard kamzor ho jata hai, ya jo fard kam bolta hai ya khamosh rehta hai woh taqatwer hota hai. Pehli baat to yeh hai kay hudd ka meyar kya hai. Har fard ki hudd doosrey sey mukhtalif hai. Ek fard ki hudd haftey mein ek baar hai jab kay doosrey ki hudd din mein ek baar hai. Ta'hum ek din mein 7/8 baar karna bhi hudd sey guzarna aur zyaditi nahin hai. Haqeeqat yeh hai kay koi bhi insaan fitri tor per hudd sey zyada musht zani (masturbation) nahin kar sakta, kyun kay agar woh hudd sey zyada karey ga to mani (semen) khatam ho jaey gi aur zakar sooj jaey ga. Khusyon mein dard honay lagey ga, zakar sey mani kay bajaey khoon nikalney lagey ga aur infection ki wajah sey zakar mein dard honay lagey ga. Aisa to shayad hi kisi kay sath hua ho. Dilchasp baat yeh hai kay aisi surat mein chund din musht zani chorney sey har cheez normal ho jati hai aur koi mustaqil kharabi paeda nahin hoti, yeh fitrat ka self healing system hai. Yani kisi elaj ki zaroorat nahin. Albatta zyada musht zani aur compulsive musht zani mein farq hai. Compulsive musht zani mein fard baghaer kisi khwahish aur zaroorat kay musht zani karta hai jis tarah ba'az log bar bar hath dhotey hain. Iss surat mein yeh ek nafsiyati beemari hai jis ko OCD kaha jata hai, iss kay liye kisi mahir e nafsiyat sey elaj karaya jaey.

What's New in the Latest Version 1.0

Last updated on Feb 20, 2016

Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!

Translation Loading...

Additional APP Information

Latest Version

Request Khudlazati Ke Nuksanat Update 1.0

Uploaded by

Hardiyal Singh

Requires Android

Android 2.3.2+

Show More

Khudlazati Ke Nuksanat Screenshots

Comment Loading...
Languages
Searching...
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Subscribed Successfully!
You're now subscribed to APKPure.
Subscribe to APKPure
Be the first to get access to the early release, news, and guides of the best Android games and apps.
No thanks
Sign Up
Success!
You're now subscribed to our newsletter.